Article & Guest Post Site

Article & Guest Post Site
www.elcraz.com

Best 21 Useful SEO Tools for On-page Optimization, On-Page Optimization Tool - Internet Marketing Tips


Google’s official position on webmaster best practices really hasn’t changed much over the years. But jo change hua hai wo hai google ki search engine’s ability to enforce these guidelines improved algorithm ke jariye. Jyada behtar panda, penguin or hummingbird had profound impact on seo landscape.Google’s official web spam team head Matt Cutts ne declare kiya hua ki koi bhi website penalize ho sakti hai agar wo google ki guidelines ko follow nahi karega to or isme koi bhi surprise wali baat nahi hai.In order to get the ranking in google first page to tumhari website ko jaroori hai ki wo google guideline ko follow kare or deserve kare rank me rehne ke liye. Isme chahiye ki aapki website best in class honi chahiye. best in user experience honi chahiye in niche keywords par.There are lots of tools jo aapko help karege website ko well optimize karne me.


Humne in tools ko 4 important part me divert kar diya hai.
1. Keyword research
2. Content Tools
3. Technical Tools
4. Full website Auditing
Lets start from Keyword Research.
1. Keyword Research
A. Wordstream – the wordstream free keyword tool hazaro keyword idea’s provide karta hai ek huge database jisme a trillian unique searches se bhi jyada ka unique data hota hai. yeh tool outperforms of paid aleternatives in th market.
B. Keyword Eye Basic – Keyword eye basic basically ek visual suggesstion tool hai jo perticularly work karta hai brain stromming sessions par.
C. Youtube Keyword Tool – Youtube is a great way of find great keywords for your campaigns.
D. Ubersuggest – Basically yeh design hua hai long tail keywords ke liye jo ki aapko google or other plateforms ke data ko use karke aapko keyword suggest karta hai.
2. Content Tools
As you know panda update hone ki wajah se content ke upar jyada dhyan diya jane laga hai. Ab wo time nahi hai ke jo aap low quality content se rank me bane rahenge. Like – cheap, spun, duplicate content, gramatically low quality. is trah ka content ab aapki website ko penalty hi dilayega. Ise improve karne ke tarike.
A. Anchor text over optimization tool – Ye tool aapko anchor text diversity me madad karta hai. Words or phrases jo potentially over optimized hote hai ye tool website ke liye unhe highlited karke aapko dhikhata hai jisse aap easly deversity use kar sakte hoa.
B. Convert Word documents to clean HTML – is tool ki mada se aap bina koi html error liye apne doc ko clean html me convert kar sakte ho.
C. Copyscape – Is tool ki madad se aap duplicate content check kar sakte ho or saath hi saath apne content ko copyright bhi kara sakte ho.
3. Technical Tool.
A. Xenu’s Link Sleuth – Ye tool basically PC base tool hai jo ki aapki website ke liye broken links ko check karta hai or aapko inform karte hai jisse aap apni website ko clean rakh sakte hai without errors.
B. Robots.txt Generator – Agar aapko robots.txt file generate karne me dikkat hoti hai banana nahi aata to ye tool aapko madad karta hai ki aap ek well set robots.txt file generate kar sake easily.
C. Robots.txt Checker – Is tool se aap apne pehle se bane huye robots.txt file ko validate kar sakte hai easily.
D. URI Valet – The URI Valet header checker karte hai ki total numer of objects kitne hai like – http reguests, time to download, object i details, internal links, outer links, alog with veryfying http header.
E. Title and Description optimization tool – Agar aapko title description banane me dikkat hoti hai to aap is tool ka use karke easily meta bana sakte hoa.
F. Image Seo Tools – Is tool ki madad se aap easily kisi bhi image ko optimize kar sakte hoa.
G. Schema Creator – Is tool ki madad se aap easily apni website ke liye schema language use kar sakte ho or apni services ko easily search engine ke liye describe kar sakte hoa.
H. Google snippt Tool – Is tool ki madad se aap kisi bhi schema language ko check kar sakte ho ki wo language aapki website pe proper way me use hui hai ya nahi.
I. Structured Data testing tool – Is tool se aap apni website ko check kar skate hai ki aapki website search engine pages me kaise dikhayi deti hai.
J. XML Sitemap Generator – Is tool ki madad se aap aasani se apni website ke liye XML site map generate kar sakte hai wa easily edit bhi kar sakte hai.
K. XML Sitemap Inspector – Is tool se aap apne site map ko check kar sakte hai wa validate kar sakte hai.
L. Pingdom Website Speed Tool – Ye ek bahot hi important tool hai jo ki aap ki website ki speed aapko batata hai jiska aapki website ki ranking par kaafi asar hota hai. Isse aap apni website ko kaafi had tak improve kar sakte hai. Or ye aapki website ki history bhi rakhta hai ki aapne jab last time check kiya tha to jab kiya speed thi or ab kya hai.
M. Fiddler – Yeh tool ek web debugging tool hai jo aapki website ke liye http(s) traffic maintain rakhta hai aapke computer or internet ke beech.
4. Full Website Auditing
A. Microsoft Free SEO Toolkit – Aapne jaise ki pehle wale ssare tools ko test kar liya aab bari aati hai ki ek aisa tool jo aapki website ke liye full auditing kare or aapko results dhikhaye ye tool aapko ek accha score karne me aapki bahut madad karega.
B. Searchenginewatch SEO Tool – yeh tool bhi bilkul microsoft wale auditing tool ki trah hi hai jo aapko full access deta hai website ko analysis karne me.

0 comments:

Loading...